Breaking News
recent

Phone Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare


Phone Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare
Agar Aapko bhi lagta hai Ki Aap apna password bhul sakte hai ya kabhi future me Bhul jaye to aap kaise apne Phone K unlock Kar sakte hai. Bina Password ke bhi hum apne Android Mobile Ko Unlock kar sakte hai .Uske Liye Aapko Kuch simple steps karne ki jarurt hai.

Phone Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare

Agar Apko Phone ka password bhul gaye hai to iske liye Sirf 2 kaam kar sakte hai .Ek aap service center jakar uska Software delete karke dubara software dalwado jis se aapka Phone Naye jaisa ho jayega, Aur dusra tarika bhi kuch esa hi Lekin Iske Liye Aapko Service centerjane Ki jarurt nahI ye Aap Ghar baith bhi kar sakte hai .
Phone Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare
Steps
  • Sabse pahle apne Android Mobile ko Switch Off karde.
  • Ab hame Iske Recovery mode me jana janha se ham ise reset karenge .
  • Recovery mode hamare phone ko upgrade karne ke  kaam bhi Aata hai
  • Ab Apne mobile me “Power key + Home + Volume Down Key” Ye Tino button ek sath dabane hai .
  • AB Aapke Samne Kuch option aayenge Un option ko Aap Volume key up Or Down Se select karenge .
  • Ab vanha Aapko “Wipe factory ya Reset Facetory” Ka option select karke Power key dabana hai .Aur yes karn dena hai .
  • Aapka Mobile Thodi der baad Aapne Aap REboot  Ho jayega .
  • Aapka Mobile Bilkul naye Mobile Ki tarh Shuru hoga sari Setting Aapko Dubara karni padegi .
Note :- 
  • Is se Aapka Mobile Ka Sara Data Delete Ho jayega , Sirf Memory Card ka Data bachega.
  • Reset karne Se Pahle Aapka mobile Kam se Kam 60 % Charge Hona Chahiye
  • Sabhi Mobile Me reset factory ka option Alag hota hai , ye Aapko dekhna hoga Ki Aapke mobile Me Kis Option se phone reset hoga
Iske bare me Koi bhi Sawal ya Sujhav hoto niche Comment karke Puche,Aur Is Share karna na Bhula.
Unknown

Unknown

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.